Words can create magic and I want to get lost in them for some part of each day.

August 10, 2011

कदमकुआं की कोठियाँ.

अब भी मालूम पड़ता है 
की बड़ी शानदार रही होंगी 
 ये कदमकुआं  की कोठियां 
वो लाल पत्थर के लम्बे बरामदे 
 वो हरे बांस की  जालियां
सफ़ेद खम्बों से लिपटी  चमेली 
Porch तक आते गोल  रास्ते
खड़ी होती होगी जहाँ एक गाड़ी
सामने एक सूखा  फव्वारा 
जो कभी इस उजड़े Lawn की शान होगा .

 कुछ इस शहर की तरह ही
 जिस के हर  गली चौक बाज़ार में 
 बिखरे हुए हैं जहीनों के नाम 
कहीं टूटा -फूटा दिनकर गोलंबर 
कहीं सच्चिदानंद सिन्हा लेन .
वीरान सी रामवृक्ष बेनीपुरी लायब्रेरी 
गड्ढों वाले  अज्ञेय और सांकृत्यायन मार्ग .
 कभी ये अज़ीम इस शहर में बसते थे.
गंगा किनारे बैठ के लिखते , गप-शप करते थे.
बेल और आम से सजी सड़कों पे शिरकत करते थे .

 अब तो बस गंगा है -
 कुछ कम बड़ी, कुछ ज़्यादा मैली .
और ये खंडहर होती हवेलियाँ .
इस अनेक गाँव वाले पुराने शहर के अतीत की  निशानियाँ .

6 comments:

  1. apni jamsthali "patna" sahar ki yaad aa gayi ! accha chitran

    Utpal
    http://utpalkant.blogspot.com
    http://kantutpal.blogspot.com

    ReplyDelete
  2. Accha aap Patna wasi hain ?
    Shukriya !!

    ReplyDelete
  3. Ji Varsha !

    Main Patna ka hi hoon .... ye judaa baat hai ki wasi nahin raha :) .... khanabadosh ki tarah shahr shahar ghuumtaa phir raha hoon ..... philwaqt Mumbai main hoon .... par jab bhi wahan jaataa hoon  wapis aanain ka dil nahin kartaa :)

    meri kavitaon ko padhnain aur sarahnain ke liye aapkaa dhnayawaad

    Utpal

    ReplyDelete
  4. Meri Sasural wahan hai : bahut saral nishkapat logon ka sheher hai aur Ganga jee ke us paar to ;lagta hai ki yahi swarg hai !
    Sach aise aam aur aisi Leechi maine kabhi nahin chakhee thi.

    ReplyDelete
  5. jaankar bahut accha laga ki aapka bhi koii rishtaa is sahar se hai ....... maan, baabuji ke pass jataa hoon to waapis lautnain kaa man nahin kartaa ..... desh bhar ghum aur rah chukaa .... kahan hai waisa sukoon jo darbhnaga house ke kaali ghaat par ya krishna ghaat par hai ....... par chaliye is baat par apni ghazal ka ik sher yaad aa gayaa:

    YuuN ke bas peeta raha ghalib sahar tak
    TishNakaami hi mil phir sar - b - sar tak ............ !!

    jindagi bas yehi to hai

    Apar harsh hua aapse milkar

    saadar

    ReplyDelete
  6. Darbhanga house se us paar naav par baith kar jaana aur ret par baith sooraj doobte dekhna -lagta hai Bharat ka hriday wahin par hai !

    ReplyDelete